Hava Mai ye Kaisi aaj khamoshi?
Kabhi le aye garmi toh kabhi thandee
Par ajj q ye Fiki fiki hava bhi lage jhuki si
Q ki havaa bhi afsos Kare humari duriyaan aur badhane ki

Aaj bhi suraj Aaya ek aasra ban ke
Apni kirno se sabko nazaara dene
Par q? Mujhe ye kirun Mai bhi lage andhera
samay beet jaye par samajh naa aye kya shan hai Kya savera

Pyaas lage toh paani peena ye sikha
Par q aaj ek hi pyale k har ek boondh lage ajnabee saaa
Pyaas toh buj jaa ti hai
Par jab dusra pyaala pee ne jao
Toh voh Bhara rekhe bhi q dikhe khali saa

Q lage ye sochi halke
Q ki yaado Ko tanga Diya hai maine iss divaar pe tasveero jaise
Jahaaa sab hai Tumari meri Saari yaadein
Akele yaad karne ki koshish kartaa hoon toh himmat nahi Juta paata

q ki darr hai ki tuje zindagi bhar yaad na karna pade
Q saari cheeze ishaara kare ki Waqt aa chuka hai
Khul k jeene ka , zindagi ki akhri panne likhne kaaa
Naee zindagi ki shurvaat tumhe bhulake karne kaa
Bhulana toh mai tumhe chahta nahi
Toh aur sajaoonga Mai ye diwaar meri yaado ka
Par afsos kahi ye diwaar na ban jayee mere a aasuo ka kila

No comments:
Post a Comment